Hasil (
Bahasa Indonesia) 1:
[Salinan]Disalin!
Setelah mendengar respon Jodha's air mata Jalal's dibanjiri keluar... Dia memeluk ketat dengan nada emosional mengatakan... Jodha hume maaf kar do... Humne tumhe pareshan kiya... Hum tumse khafa nahi bwoujoudak chahiye tha... Jodhas lembut menyembunyikan wajahnya di nyaman dada... dengan mata basah katanya... Shenshah... hume bhi maaf kar dijiye... Hume aapko iss tarah chod ke amer nahi aana chahiye tha... Jalal merasa lebih mencerminkan... ia datang kembali untuk humor nakal dan berkata... Junglee Billi tum hume bahot bhagati ho aur rulati ho... PATA hai hum Shenshah hai... Aur Shenshah ki aankho saya aansoo sakit nahi lagte... Jodha's air mata menetes ke bawah dengan sedikit seringai di wajahnya katanya: Kyu Shenshah ke sinus saya dil nahi hota... KYA shenshah ko sinus saya dil nahi hota... aur kita dil saya dard nahi hota... AB hanya Akdu tehde aur Jalal ke paas saya bahot bada dil hai... usme sabke liye karuna aur prem hai... pyar hai... aur bahot sara dard bhi hai... AB aap vo berehem... sangdil Jalal nahi rahe... ab aap Jodha ke Jalal hai... Jalal lembut cangkir Jodha di wajah dengan matanya berair... Dia sangat terguncang oleh nya kepercayaan pada dirinya... Dia ingat lagi seluruh adegan dalam pikirannya dan tubuhnya seluruh menggigil di ledakan... Jodha could sense his stress on his face and once again she repeated with gleam in her eyes Jalal I trust you more than myself... No matter what happens... No matter how badly we fight but you cannot betray me... Jalal bhagvan bhi aake hume kahe ki aapne aesa karya kiya hai... to bhi humara aap par se vishvas kum nahi hoga... hum jaante hain yeh bat sunkar aapko hum par hasi aayegi... aur ajib bhi lagega... par hum jab bhi kanah ki aarti karte hai tab hume kanha me aap hi ka chehra dikhta hai... humne kayi baar bhajan gate hue vrindavan me aapke sath raas khela hai... pehle hume aap ki dundhli tasvir dikhti thi...par ab to bas jese hi humari aankhe band hoti hai... aur prathna karte hai... aap humare samne aa jate hai... ab hume aap me hi ishwar dikhte hai...Aur ishwar kabi dokha nahi dete... Jalal was amused with her divine love and purity ... he was gazing at her celestial face, with content sound he said... Jodha, iss duniya me hum se jyada koi khushnasib nahi hai... jise tum jesi premika mili... Tumhari mohabbat ki pakizgi log barso tak yaad rakhenge... Jodha tumhe pata hai... Jab hum bichad gaye the... humne kayi baar tumse bate ki hai... pehli baar humne tumhari awaz suni to yakin hi nahi hua... hume laga hum pagal ho gaye hai... Par dhire dhire hume tumari awaz saaf saaf sunayi denelagi... tab hume ehsaas hua... yeh tumhari rooh hai jo humse bate karti rahi thi... Sach kahu to tum humse door thi phir bhi hamare paas thi... Aur Jab hum ashram me behosh the, tab bhi humne tumhe apne najdik mehsoos kiya tha... Jab humari aankhe khuli tab hume laga ki tum humara hath pakde humare paas me bethi ho... Jodha hum tumse itne khafa the par vo sirf bahari roop se... dil se to hum tumse ek pal ke liye bhi juda nahi ho sakte... hum tumse itni mohabaat karte hai ki... bas tum humari duao me basti ho... Hamari har dua sirf tumhari salamati ke liye hoti thi... sach me humara dil ek alag hi duniya me hai... bas na koi chah hai na koi aas hai...humare zehen me hum jo aman mehsoos karte hai vo hum labzo me baya nahi kar sakte... Jab tum humari baho me hoti ho to hume hamare zinda hone ka ehsaas hota hai... Jab tum hume apni mohabaat bhari nigao se dekhti ho to humari rooh ko sukun milta hai... Ab hum tumhare bagair ek pal bhi nahi re sakte... Jodha while hugging him with irritating tone said... Jalal... Aap humse bas mithi mithi bate hi karenge ki humara mooh bhi mitha karvayege... Jalal break hug with exhilaration... he was surprised and with lustful smirk thought she wants me to kiss her... Within a second his face glow with romantic gazes... He softly cupped her face then move few hairs from her face with whisper he said... Neki aur puch puch... Hum abhi aapka mooh mitha karvate hai... Jalal looked in her eyes with intense adore look then softly kiss on her lips... Jodha realized he misinterpret her... with frustrating tone she said... Jalal ... aapko iske siva aur kuch samaj me nahi aata... humara matlab isse nahi tha... Hum aapko yeh keh rahe hai ki aapki moti begum ne kal se kuch bhi KHANA nahi khaya. Hum hamara mooh mitha karvane ki rasam ki baat kar rahe hai... Jo aap kal gusse me aese hi bagair poori kiye chale gaye aur ratri ke bhojan ke vakat bhi vo rasam puri nahi ki. Jalal with fiery angry look almost in yelling tone... Jodha tumne kal se kuch nahi khaya... Aur tum hume ab bata rahi ho... tumara dimag to thikane hai na... aur tumne hume yeh to bataya nahi tha ki yeh rasam hai... hume samaj me nahi aata tum kab tak hume paresan karti rahogi... tum apne mooh se bol nahi sakti thi... issi liye khane se bhi uth ke chali gayi, humne socha tum baad me kha logi... Jodha stunned seeing his anger ... with fearful tone she said... Shenshah, humari baat to suniye.. Jalal with very sad tone... koi baat nahi Jodha... ab hum tum par gussa nahi honge... hum aaj poora din roza rakhenge tab tumhe ehsaas hoga ki hume abhi kya mehsoos ho raha hai... Tum ziddi ho to hum bhi tumse jyada ziddi hai... He gave her angry stare and said...Ab mera mooh mat dekho chalo pooja ke liye humara sab intzaar kar rahe hai... Aur vaha par koi bhi tamasha kiye bina hum tumhe mithai khilayenge to kha lena...
Jalal walk towards door in anger... Jodha's eyes filled with tears hearing him fasting for day... She knew he is more stubborn than him and he can't stay hungry for a day... She called with pleading tone... Jalal... hume maaf kar dijiye... hum bina khaye kayi din tak reh sakte hai par aapko humari galti ke liye upvas rakhte nahi dekh sakte... aap hume itni kathor saja mat dijye... hum nahi seh payenge... Ek hi pal me hume hajaro mot mat mariye... Her apologic sound with tears... Immediately cool down Jalal's anger, he looked back at her seeing her sobbing guilty face; he ran towards her and hugged her tight...
Jodha is still crying with sob... Jalal felt so bad ...he didn't know what to do to stop her from crying... He cupped her face and wiped her tears... and said shhh... Jodha... don't cry... hume maaf kar do... pata nahi hum tum pe itna gussa kyu hote hai... Jodha is still crying like a little kid... Jodha chalo ab shant ho jao... ab aese chote bache ki tarah roke hume paresan mat karo... tumhe pata hai hum tumhari aankho me aanshoo hum nahi dekh sakte... Chalo ab hume bhi bhukh lagi hai... Hum pehle khane wali yahi hindu rasam poori karte hai... baad me mughal wali mooh mitha karne vali rasam aaj raat ko chaat pe karenge... he sly smirk at her... Jodha started to laugh while crying...
They both reach in the main hall where everyone waited for them with worry. Hamida with anxious face asked Jalal, Is everything is okay? Jalal with pleasant smile... Yes Ammi jaan don't worry everything is very well. Hearing Jalal's cheerful sound everyone felt relieved.
Jalal asked panditji with very respectful sound can we do pooja in about an hour. Pandit looked in his panchang book and said... No problem next three hours is good for ganesh pooja.
Everyone looked at Jalal with puzzlement... Bharmal with worried sound asked Shenshah, is there anything wrong. Jalal with smile...Nahi Raja sahib ... Nothing is wrong ... it jus. I didn't get chance to eat breakfast this morning and I can't stay hungry for long like Jodha begum. Bharmal with smile ordered dasi to arrange breakfast for Jamaisa.
Jodha and Jalal both are sitting on the dining table waiting for food. Jalal is looking at Jodha without a blink... Jodha steal glaze few times and notice he is staring at her... at first she felt little shy but then with irritation she whisper Jalal why are you staring at me like you never saw me before... Jalal in sensual tone: Jodha you are looking so beautiful today in green... I feel like... before Jalal finish sentence... Jodha put her finger on his mouth... and said Jalal ab jo bhi karna hai shadi ke baad...
Jalal with mischievous tone... Kya shadi ke baad, shadi ke baad ka bhajan ga rahi ho meri nakchadi Junglee billi... bhool gayi humari shadi ko ek saal hone wala hai... Aur yeh ek saal me pehle paach miasat (month) tumne larhaee me nikal diye aur phir pichle che miasat (month) se tum hume chod ke chali gayi... ab tum aese hi nakhre karti rahi to humari aulad hote hote hum dono buddhe ho jayege... Me ab tumhari ek sunne wala nahi hu...
Jodha with playful smirk said... Janab ke andaz aaj kafi rangin lag rahe hai...
Jalal came very close to her and whisper in her ear... wo to tumhe aaj raat ko hi pata chal jayega...
Jodha with witty tone: Shenshah, yadi aap hume aaj raat ko pana chahte hai... to humari tin chunoti me apko safal hona padega... yadi aap jeet gaye to aaj rat ko hum aapke ho jayenge...
Jalal with proud tone: Ha to bataiye kya hai aapki chunoti...
Jodha with smirk... Soch lijye har gaye to aapko thenga milega...
Jalal with grin... Jodha begum ... tum bhi soch lo agar hum jeet gaye to tumhara kya hoga...
Jodha started to blush... before he says anything food arrived. Seeing food Jodha forget everything else...
Jalal smirk seeing her happiness to see food... He took piece of sweet from his plate and feed her ladoo looking in her eyes with love... and with little annoying tone... Jodha don't ever punish yourself like this. Never forget your pain gives me more sting than you.
Jodha took same sweet and feed him with tears in her eyes...
Jalal again in his teasing sound... Chalo aapki rasam to ho gayi... ab mughal rasam bhi puri kar lete hai...
Jodha with giggle sound... Shenshah ek baat bataye aap sach me bahot bade nautanki hai... sabke samne aap pravabhshali... ghambhir... shisthband... akdu...Shenshah hai...koi aapki ankh me ankh dal ke bhi bat nahi kar sakta aur humare sath bilkul bachhe ban jate hai...
Sedang diterjemahkan, harap tunggu..